Dekha Hai Aise Bhi


Really very easy and beautiful song. Intro: E A (xN) E A6 Gharko main nikla, tanha akela E6 A6 Saath mere kaun hai, yaar hai mera E A6 Jo bhi karna tha, kar aa gaya main E6 A Pyaar ko hi maante chalte jaana (The 6ths are purely a matter of personal taste. Use the regular majors E and A if they sound better.) E Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi A E Apne bhi dil mein basaaye huye kuch iraade hain A F#m Dil ke kisi koney mein bhi kuch aise hi vaade hain A B A B A B E Inko liye jab hum chaley nazaare bhi humse miley A o o o ooo Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi Hanste hansate yun sub ko manaate hum jaayenge Barson ki doori ko milke hum saath mitaayenge Pyaar rahe, inke liye Jo dhoonde woh unko miley Thoda sa garaz hai, thodi si samajh hai Chaahton ke daayre mein, rukna farz hai Koi kehta hai, ke ghar aa gaya hai Aarzoo bhi arz hai, ke badhte jaana Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi Dil ke jharokhon mein ab bhi mohabbat ke saaye hai Reh jaaye jo baad mein bhi hamaare woh paaye hain Inke liye, ab hum chaley Hazaaron mein hum bhi miley Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi Tab - AJ